insaan kitne yug beete yoonhi raha naadaan yoonhi raha naadaan moorakh hai insaan bhagwan moorakh hai insaan bhagwan bure bhale ka gyaan rakhe na bure bhale ka gyaan rakhe na apna ganwaaye dekho naam naam naam re moorakh hai insaan bhagwan moorakh hai insaan aap hi chun chun kaante boye saare kul ki laaj duboye paap ko man ka bojh na jaane dharti pal pal phoot ke royee dharti pal pal phoot ke roye kaisa zamaana aaya raam raam raam re moorakh hai insaan bhagwan moorakh hai insaan dukh bhi jhele dard bhi paaye phir bhi paapi baaj na aaye pag pag bhatke raah na soojhe man ka andhera badhta jaayee man ka andhera badhta jaaye khoya ujaala chhaayi shaam shaam shaam re moorakh hai insaan bhagwan moorakh hai insaan
Insaan Kitne Yug Beete
Main Aur Mera Bhai (1961)