in aankhon ke zeenon se is dil mein utar jaaun tum mujhko ijazat do main itna to kar jaaun main khoob samjhti hoon hai dil mein tumhare kya aa jaaun main baaton mein aur hadse guzar jaaun honthon ki yahi waadi manzil hai mere dil ki main iske siwa tum hi batlao kidhar jaaun khwabon se haqeeqat ki duniya ke taraf aao tum chaho jidhar jaana main kaise udhar jaaun main pyaas hoon sehra ki tum ek samandar ho tum chaho to jee loon main tum chaho to mar jaaun pahuncha do mujhe ghar tak baahon ki hifazat mein raste mein darakhton ke saayon se naa dar jaaun raste mein darakhton ke saayon se naa dar jaaun hmm hmm hmm hmm hmm hmm
In Aankhon Ke Zeenon Se
Faasle (1985)