MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Skip Navigation Links
Skip Navigation Links
humne suna tha ek hai bhaarat sab mulkon se nek hai bhaarat lekin jab nazdeek se dekha soch samajh kar theek se dekha humne nakshe aur hi paaye badle huye sab taur hi paaye ek se ek ki baat juda hai dharm juda hai jaat juda hai aapne jo kuchh humko padhaaya wo to kahin bhi nazar na aaya jo kuchh maine tumko padhaaya usmein kuchh bhi jhooth nahin bhaasha se bhaasha na mile to iska matlab phoot nahin ek daali par reh kar jaise phool juda hai paat juda bura nahin gar yunhi watan mein dharam juda ho jaat juda apne watan mein wahi hai jab quraan ka kehna jo hai ved puraan ka kehna phir yeh shor sharaaba kyun hai itna khoon kharaaba kyun hai apne watan mein sadiyon tak is desh mein bachcho rahi hukoomat gairon ki abhi talak hum sab ke munh par dhool hai unke pairon ki ladwaao aur raaj karo ye un logon ki hikmat thi un logon ki chaal mein aana hum logon ki zillat thi ye jo bair hai ek dooje se ye jo phoot aur ranjish hai unhi videshi aakaaon ki sochi samjhi bakhshish hai

Poster of Didi+(1959)+-+(Hindi+Film)

Humne Suna Tha Ek Hai Bharat

Didi (1959)

Asha Bhosle,Mohammed Rafi
Song Title : Humne Suna Tha Ek Hai Bharat
Album/Film : Didi (1959)
Release Year : 1959
Lyrics : Sahir Ludhianvi
Singer : Asha Bhosle,Mohammed Rafi
OnScreen Actors : Sunil Dutt
Music Director : N Dutta

Q. In which year the Album/Film Didi (1959) released?

A. Didi (1959) was released in 1959 .

Q. Which is Production of Album/Film Didi (1959) ?

A. was the Production of Didi (1959) .

Q. Who is Producer of Album/Film Didi (1959) ?

A. was the Producer of in Didi (1959) .

Q. Who is Director of Album/Film Didi (1959) ?

A. was the Director of Didi (1959) .

Q. Who was Film Actors of Album/Film Didi (1959) ?

A. was the Film Actors of Didi (1959) .

Q. Who wrote the song Humne Suna Tha Ek Hai Bharat ?

A. Sahir Ludhianvi wrote the song Humne Suna Tha Ek Hai Bharat

Q. Who was the lyricsts of song Humne Suna Tha Ek Hai Bharat ?

A. Sahir Ludhianvi was the lyricsts of song Humne Suna Tha Ek Hai Bharat .

Q. Who is Singer of song Humne Suna Tha Ek Hai Bharat ?

A. Asha Bhosle,Mohammed Rafi was the Singer's of song Humne Suna Tha Ek Hai Bharat .

Q. Who is OnScreen Actors of song Humne Suna Tha Ek Hai Bharat ?

A. Sunil Dutt was the OnScreen Actors of song Humne Suna Tha Ek Hai Bharat .

Q. Who is Music Director of song Humne Suna Tha Ek Hai Bharat ?

A. N Dutta was the Music Director of song Humne Suna Tha Ek Hai Bharat .

Q. In which raag Humne Suna Tha Ek Hai Bharat song was sung?

A. Humne Suna Tha Ek Hai Bharat song was sung in raag .

Q. In which taal Humne Suna Tha Ek Hai Bharat song was sung?

A. Humne Suna Tha Ek Hai Bharat song was sung in taal .