hindu hoon main na musalmaan hoon hindu hoon main na musalmaan hoon mazhab se apne main anjaan hoon bas itna pata hai main insaan hoon hindu hoon main na musalmaan hoon mazhab se apne main anjaan hoon bas itna pata hai main insaan hoon itna pata hai main insaan hoon jisko pata ho bole mazhab ka raaz khole main jab paida hua tha likha hua nahin tha chehre pe naam mera sabko salaam mera logo ne jogi pukara main ban gaya bechara baat samajh nahin aati kis ka banu main sathi tauba hai tauba hai main kitna nadaan hoon mazhab se apne main anjaan hoon bas itna pata hai main insaan hoon itna pata hai main insaan hoon likha padha nahin main rakhta hoon ispe yakeen main maine kahin suna hai kisi shayar ne kaha hai mazhab nahin sikhata apas mein bair rakhna kehne ka ye matlab hai yeh konsa mazhab hai jisne tumhe bhadkaya apas mein ladna sikhaya tum ho khafa tum ho khafa aur main hairaan hoon mazhab se apne main anjaan hoon bas itna pata hai main insaan hoon itna pata hai main
Hindu Hoon Main Na Musalmaan
Maha Chor (1976)

Anwar Husain, Aruna Irani, Kamini Kaushal, Manorama, Neetu Singh, Prem Chopra, Rajesh Khanna