har waqt tere husn ka hota hai sama aur har waqt tere husn ka hota hai sama aur har waqt mujhe chahiye andaaz e bayaan aur har waqt tere husn ka phoolon sa kabhi narm hai sholon sa kabhi garm phoolon sa kabhi narm hai sholon sa kabhi garm mastaana ada mein kabhi shokhi hai kabhi sharm shokhi hai kabhi sharm har subeh ghumaan aur hai har raat ghumaan aur har waqt tere husn ka hota hai sama aur har waqt tere husn ka bharne nahin paati tere jalwon se nigaahen bharne nahin paati tere jalwon se nigaahen thakne nahin paati tujhe lipta ke ye baahen lipta ke ye baahen chhu lene se hota hai tera jism jawaan aur har waqt tere husn ka hota hai sama aur har waqt tere husn ka palta hai tere husn mein tufaan e bahaaraan palta hai tere husn mein tufaan e bahaaraan tu apni misaal aap hai ae jaan e bahaaraan ae jaan e bahaaraan duniya ke haseenon mein koi tujhsa kahaan aur har waqt tere husn ka hota hai sama aur har waqt tere husn ka
Har Waqt Tere Husn
Chingari (1971)