hai kali kali ke lab par tere husn ka fasaana mere gulsitaan ka sab kuchh tera sirf muskurana hai kali kali ke lab par tere husn ka fasaana mere gulsitaan ka sab kuchh tera sirf muskurana hai kali kali ke lab par tere husn ka fasaana ye khule khule se gesun uthe jaise badliyaan si ye jhuki jhuki nighahen gire jaise bijliyaan si tere naachten kadam mein hai bahaar ka khazaana hai kali kali ke lab par tere husn ka fasaana tera jhumna machalna ye nazar badal badal ke mera dil dhadak raha hai tu lachak sambhal sambhal ke kahin ruk na jaaye zaalim kisi mod par zamaana hai kali kali ke lab par tere husn ka fasaana mere gulsitaan ka sab kuchh tera sirf muskurana hai kali kali ke lab par tere husn ka fasaana
Hai Kali Kali Ke
Lala Rookh (1958)

Radhika, Shyama, Talat Mahmood, Vikram Kapoor