haath seene pe jo rakh do to qaraar aa jaaye haath seene pe jo rakh do to qaraar aa jaaye dil ke ujde huye gulshan mein bahaar aa jaaye dil ke ujde huye gulshan mein bahaar aa jaaye dil to kehta hai ke aankhon mein chhupa loon tujhko dil to kehta hai ke aankhon mein chhupa loon tujhko dar yahi hai ke muqaddar ko nakaar aa jaaye dar yahi hai ke muqaddar ko nakaar aa jaaye haath seene pe jo rakh do to qaraar aa jaaye dil ke zakhmon pe mere pyaar ka marham rakh do dil ke zakhmon pe mere pyaar ka marham rakh do beqaraari to mite kuchh to qaraar aa jaaye beqaraari to mite kuchh to qaraar aa jaaye haath seene pe jo rakh do to qaraar aa jaaye yun khuda ke liye chheeno na mere hosh o havaas yun khuda ke liye chheeno na mere hosh o havaas aisi nazron se na dekho ke khumaar aa jaaye aisi nazron se na dekho ke khumaar aa jaaye haath seene pe jo rakh do to qaraar aa jaaye chhod ke tum bhi chali jaaogi qismat ki tarah chhod ke tum bhi chali jaaogi qismat ki tarah baad e zaane
Haath Seene Pe
Mirza Sahiban (1947)