hmmm mmmm aasmaan pe chandni ka ek dariya beh raha tha haan to main kya keh raha tha haan to main kya keh raha tha keh rahe the tum hasina ishq mein mushkil hai jeena haan mujhe ab yaad aaya jab se maine dil lagaaya aaj aaj kaun sa din hai shukrawaar hai waqt yunhi jaa raha hai thehro koi aa raha hai koi musaafir hai apne raste jaa raha hai tauba main to dar gaya tha haan to main kya keh raha tha haan to main kya keh raha tha keh rahe the tum kahaani jab se aayi hai jawaani ab suno tum baat aage jab se ye armaan jaage aaj kaun si tarikh hai aaj chhabis tarikh hai pyaar sapne bun raha hai dekho koi sun raha hai maali hai baag se kaliyaan chun raha hai main to dhokha kha gaya tha haan to main kya keh raha tha hmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm yaad karte ye fasaana tum mujhe mat bhool jaana kya diwaana hoon main koi jab se meri neend khoi are haan ye kaun sa mahina hai january rutt suhaani jhoomti hai ye police kyun ghoomti hai umm hmm arre baaba tumhen nahin kisi chor
Haan To Main Kya
Raja Rani (1973)