gulshan ki faqat phoolon se nahi kaanton se bhi zeenat hoti hai gulshan ki faqat phoolon se nahi kaanton se bhi zeenat hoti hai jeene ke liye iss duniya mein ghum ki bhi zaroorat hoti hai aye waaiz e nadaan karta hai tu ek qayamat ka charcha aye waaiz e nadaan karta hai tu ek qayamat ka charcha yahan roz nigahen milti hain yahan roz qayamat hoti hai yahan roz nigahen milti hain yahan roz qayamat hoti hai wo purshish e ghum ko aayen hain kuchh kah na sakoon chup rah na sakoon wo purshish e ghum ko aayen hain kuchh kah na sakoon chup rah na sakoon khamosh rahoon to mushkil hai kah doon to shikayat hoti hai khamosh rahoon to mushkil hai kah doon to shikayat hoti hai karna hi padega zapte alam peene hi padenge ye aansoon karna hi padega zapte alam peene hi padenge ye aansoon fariyaadon fugaun se aye nadaan tauheen e muhabbat hoti hai fariyaadon fugaun se aye nadaan tauheen e muhabbat hoti hai jo aake ruke daman pe saba woh ashk nahin hai paani hai jo aake ruke daman pe
Gulshan Ki Faaqat Phoolon Se
Jagjit Singh