gore gore chaand se mukh par kaali kaali aankhen hain gore gore chaand se mukh par kaali kaali aankhen hain dekh ke jinko neend udd jaaye wo matwaali aankhen hain gore gore munh se palla kya sarkaana munh se palla kya sarkaana iss baadal mein bijli hai door hi rehna door hi rehna door hi rehna inn se qayamat dhaane waali aankhen hain gore gore chaand se mukh par kaali kaali aankhen hain gore gore be jinke andher hai sab kuchh be jinke andher hai sab kuchh aisi baat hai inn mein kya aankhen aankhen aankhen aankhen aankhen aankhen sab hai barabar kaun niraali aankhen hain gore gore chaand se mukh par kaali kaali aankhen hain gore gore be dekhe aaraam nahin hai be dekhe aaraam nahin hai dekhen to dil kaa chain gaya dekhne waale dekhne waale dekhne waale yun kehte hain bholi bhaali aankhen hain dekh ke jinko neend udd jaaye wo matwaali aankhen hain gore gore chaand se mukh par kaali kaali aankhen hain gore gore
gore gore chaand
Anita (1967)

Bela Bose, Chand Usmani, Dhoomal, I S Johar, Krishna Mehta, Madhu Mati, Manoj Kumar, Mukari, Prem Chopra, Sadhana, Sajjan, Satyen Khosla
Mukesh
Song Title :
gore gore chaand
Album/Film :
Anita (1967)
Release Year :
1967
Producer :
Raj Khosla
Production :
Director :
Raj Khosla
Film Actors :
Bela Bose, Chand Usmani, Dhoomal, I S Johar, Krishna Mehta, Madhu Mati, Manoj Kumar, Mukari, Prem Chopra, Sadhana, Sajjan, Satyen Khosla
Lyrics :
Raja Mehandi Ali Khan
Singer :
Mukesh
OnScreen Actors :
Manoj Kumar
Music Director :
Laxmikant-Pyarelal