ghazal kaa saaz uthaao badi udaas hai raat ghazal kaa saaz uthaao badi udaas hai raat navaa e neer sunaao badi udaas hai raat ghazal kaa saaz uthaao badi udaas hai raat kahen na tumse to phir aur kis se jaake kahen kahen na tumse to phir aur kis se jaake kahen siyaah zulf ke saayo badi udaas hai raat ghazal kaa saaz uthaao badi udaas hai raat sunaa hai pehle bhi aise mein bujh gaye hain charaag sunaa hai pehle bhi aise mein bujh gaye hain charaag dilon ki khair manaao badi udaas hai raat ghazal kaa saaz uthaao badi udaas hai raat diye raho yun hi kuchh der aur haath mein haath diye raho yun hi kuchh der aur haath mein haath abhi na paas se jaao badi udaas hai raat ghazal kaa saaz uthaao badi udaas hai raat
Ghazal Ka Saaz Uthaao
Jagjit Singh