phoonk phoonk kar chulhaa akhiyaan ka bhayo satyaanaash haldi devi bahu hai apni te mirchi apni saas haan bol mere dukhiya man kab tak ye chulha ye chauka ye jhaadu ye bartan ye aata bataata ye gadbad gulaata aur ye aur wo aur dhat tere ki par sab din hot na ek samaan panchhi kaahe hot udaas ek roz humaari bhi daal galegi ek roz humaari bhi daal galegi bairi duniya jo dekhegi khoob jalegi haan bairi duniya jo dekhegi khoob jalegi ek roz humaari bhi daal galegi ek roz humaari bhi daal galegi ho ho bhaiya humaara hai ma ba paas haan haan haan haan bhaiya humaara hai ma ba paas bhala kab tak hum khaate rahenge ye ghaas bhala kab tak hum khaate rahenge ye ghaas sookhi sookhi ghaas chhi chhi sadi sadi ghaas dhat tera satyanaash satyanaash satyanaash rukhi sukhi roti aur nimbu ka achaar haay haay jaane kab chhodega peechhaa humaar haan haan rukhi sukhi roti aur nimbu ka achaar haay haay jaane kab chhodega peechhaa humaar din honge gareebi ke jis din khallaas garam garam
Ek Roz Humaari Bhi Daal Galegi
Bandi (1957)