ek nanni munni ladki thi ek nanni munni ladki thi wo bilkul tere jaisi thi uske daddy sabse jiyaadaa pyaar kiya karte the use apne pyaar mein mummy ki mamta bhi diya karte the use ek nanni munni ladki thi ladki kya tasveer thi wo khwabon ki taabeer thi wo ek kali thi jaane chaman jaane chaman jaane chaman jhoomte gaate khelte hanste umar gujarti jaati thi subha noor mein dhalti thi aur shaam bahaarein laati thi ek nanni munni ladki thi waqt achanak rooth gaya nanha sa dil toot gaya lag gayi jaane kiski nazar kiski nazar kiski nazar ek din daddy bebas hokar saare rishte tod gaye apni pyaari beti ko duniya mein akela chhod gaye jab aaya waqt judai ka dil ro ro ke ye kehta tha dil ro ro ke ye kehta tha kehta tha
Ek Nannhi Munni Ladki Thi
Ek Nannhi Munni Ladki Thi (1970)