ek lafz e mohabbat ka adnaa e fasaana hai ek lafz e mohabbat ka adnaa e fasaana hai simte to dil e aashiq phaile to zamaana hai ek lafz e mohabbat kaa kya husn ne samjha hai kya ishq ne jaana hai kya husn ne samjha hai kya ishq ne jaana hai hum khaak nashinon ki thokar mein zamaana hai simte to dil e aashiq phaile to zamaana hai ek lafz e mohabbat kaa ye ishq nahin aasan itna hi samajh leeje ye ishq nahin aasan itna hi samajh leeje ik aag ka dariya hai aur doob ke jaana hai simte to dil e aashiq phaile to zamaana hai ek lafz e mohabbat kaa aansu to bahut se hain aankhon mein jigar lekin aansu to bahut se hain aankhon mein jigar lekin bandh jaae so moti hai rah jaae so daana hai simte to dil e aashiq phaile to zamaana hai ek lafz e mohabbat ka adnaa e fasaana hai ek lafz e mohabbat ka adnaa e fasaana hai simte to dil e aashiq phaile to zamaana hai ek lafz e mohabbat kaa
Ek Lafz E Mohabbat Ka
Sudhir Narain