hmm hmm hmm haaaa haaa haaa haaa haaaa ek akela iss shahar mein raat mein aur dopahar mein aabo daana dhundhta hai aashiyaana dhundhta hai ek akela iss shahar mein raat mein aur dopahar mein aabo daana dhundhta hai aashiyaana dhundhta hai ek akela iss shahar mein din khaali khaali bartan hai din khaali khaali bartan hai aur raat hai jaise andha kuwaan inn sooni andheri aankhon mein aansoon ki jagah aata hai dhuwaan jeene ki wajah to koi nahin marne ka bahaana dhundhta hai dhundhta hai dhundhta hai ek akela iss shahar mein raat mein aur dopahar mein aabo daana dhundhta hai aashiyaana dhundhta hai ek akela iss shahar mein inn umr se lambi sadkon ko inn umr se lambi sadkon ko manzil pe pahunchte dekha nahin bas daudti phirti rehti hai humne to thaharte dekha nahin iss ajnabi se shahar mein jaana pehchaana dhundhta hai dhundhta hai dhundhta hai ek akela iss shahar mein raat mein aur dopahar mein aabo daana dhundhta hai aashiyaana dhundhta hai ek akela iss shahar mein
            
                    Ek Akela Iss Shahar Mein
                
                    Gharaonda (1977)
                
                    Amol Palekar, Baili, Deena Pathak, Dr Shriram Lagoo, Jalal Agha, Preetam, Sadhu Mehar, T P Jain, Zarina Wahab