dukh sukh tha ek sabka apna ho ya begana dukh sukh tha ek sabka apna ho ya begana ek wo bhi tha zamana ek ye bhi hai zamana dukh sukh tha ek sabka apna ho ya begana ek wo bhi tha zamana ek ye bhi hai zamana dada hayaat the jab mitti ka ek ghar tha choron ka koi khatka na daakuon ka dar tha khaate the rukhi sukhi sote the neend gehri santosh tha dilon ko maathe pe bal nahin tha shaamein bhari bhari thi aabad thi dophari dil mein kapat nahin tha aankhon mein chal nahin tha the log bhole bhale lekin the pyaar wale duniya se kitni jaldi sab ho gaye rawana dukh sukh tha ek sabka apna ho ya begana ek wo bhi tha zamana ek ye bhi hai zamana abba ka waqt aaya taalim ghar mein aayi taalim saath apne taaza vichar laayi aage rawayaton se badhne ka dhyan aaya mitti ka ghar hata to pakka makaan aaya daftar ki naukri thi tankha ka tha sahara maalik pe tha bharosa ho jata tha guzara paisa agarche kam tha phir bhi na koi ghum tha kaisa bhara poora tha apna gareeb khana dukh sukh
Dukh Sukh Tha Ek Sabka
Pankaj Udhas