dilli hai dil hindustaan ka ye to tirath hai saare jahaan ka kehne ko chhota sa ik naam hai yeh socho to iske hain matlab hazaar kehne ko chhota sa ik naam hai yeh socho to iske hain matlab hazaar dil se bana hai dilli jabhi to karta hai dil se sabhi ko yeh pyaar pyaara hai roos inglistaan ka bikhra hai itihaas galiyon mein iski sadiyon ke baaki yahaan par nishaan bikhra hai itihaas galiyon mein iski sadiyon ke baaki yahaan par nishaan hogi kashish kuchh maati mein iski baapu ne tyaage yahin par to praan kya kehna hai iski shaan ka charcha hai iska saare jahaan mein beshaq yahi to hai bhaarat ka taaj charcha hai iska saare jahaan mein beshaq yahi to hai bhaarat ka taaj shobha hai is taaj ki wo jawahar jiska humaare dilon par hai raaj rakshak wo bhaarat ki aan ka ye to tirath hai saare jahaan ka dilli hai dil hindustaan ka ye to tirath hai saare jahaan ka dilli hai dil hindustaan ka 
            
                    Dilli Hai Dil Hindustan
                
                    Patang (1960)