ab tanhaa raha na jaaye ab tanhaa raha na jaaye dil tumhare bina kahin chain na paaye ab tanha raha na jaaye dil tumhare bina kahin chain na paaye ab tanha raha na jaaye beqaraari badi hai badi betaabiyan hain inn faaslon mein nazdeekiyan hain dil ki deewaron pe hain sirf tasveer teri teri yaad jaana zanjeer meri bhala chaahat ko jaanam koi kaise chhupaaye ab tanha raha na jaaye mere jazbaat tujhse mere din raat tujhse meri aashiqui ke khayal tujhse teri aahat jo aaye dhadke dil ye mera har khayal mein hai bas tera basera ishq tera mujhe toh deewana banaaye ab tanha raha na jaaye dil tumhare bina kahin chain na paaye ab tanha raha na jaaye
            
                    Dil Tumhare Bina
                
                    36 China Town (2006)
                
                    Akshaye Khanna, Shahid, Kareena Kapoor, Paresh Rawal, Johny Lever, Payal Rohatgi, Isha Koppikar, Upen Patel