dil par hua aisa jaadu tabiyat tabiyat machal machal gayi nazren milin kya kisi se ke haalat haalat badal badal gayi dil par hua aisa jaadu tabiyat machal machal gayi nazren milin kya kisi se haalat badal badal gayi kal tak humaara na poochh kaisa haal tha milti kahin aankh dil ko ye malaal tha kal tak humaara na poochh kaisa haal tha milti kahin aankh dil ko ye malaal tha usne jo dekha to hasrat nikal gayi sun pyaare sun pyaare apni to kismat badal gayi dil par hua aisa jaadu tabiyat machal machal gayi nazren milin kya kisi se haalat badal badal gayi aisi hai ulfat ki dillagi ye hamnashin vo ho gayi meri aur use khabar nahin aisi hai ulfat ki dillagi ye hamnashin vo ho gayi meri aur use khabar nahin zaalim mohabbat bhi kya chaal chal gayi sun pyaare sun pyaare apni to kismat badal gayi dil par hua aisa jaadu tabiyat machal machal gayi nazren milin kya kisi se haalat badal badal gayi milti hai aahat si pyare uske panv ki dil mein chamakti hain bijliyaan adaon
Dil Par Hua Aisa Jadoo
Mr & Mrs 55 (1955)