dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se pachhta rahe hain dil humaara tha humne haara tha tumpe waara tha dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se kal tumne jo humse waade kiye the kahaan hain kahaan hain kahaan hain wo waade kal tumne jo humse khaayi thi kasmein kahaan hain kahaan hain kahaan hain wo kasmein na itraaiye na muskaaiye sharmaaiye dil humaara tha humne haara tha tumpe waara tha dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se aye jaane jaan tum ko pooja hai humne jaraan yaad keeje wo raatein suhaani humraaz thi tum meri zindagi ki magar aaj badli huyi hai kahaani ye kya ho gaya ye kyun ho gaya samajh na saka dil humaara tha humne haara tha tumpe waara tha dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se dil ne pyaar kiya hai ik bewafa se aye gulbadan sabse mumtaaz thi tum mehal pyaar ka ik banaaya tha maine ye kis ki nazar se jala aashiyaana bade naaz se ghar sajaaya tha maine looti
Dil Ne Pyaar Kiya
Shararat (1972)