deewane tum deewane hum kise hai ghum kya kahe ye zamaana deewane tum deewane hum kise hai ghum kya kahe ye zamaana wohi hai dil wohi hain hum magar nazar mein naya hai fasaana deewane tum deewane hum naye andaaz liye aayi hai ye raat nayi naye andaaz liye aayi hai ye raat nayi zara sa chhed bhi do aaj koi baat nayi nayi mehfil nayi halchal hai kahaan hum jaane na deewane tum deewane hum kise hai ghum kya kahe ye zamaana deewane tum deewane hum yahan nazron mein kayi rang bhare daur chale yahan nazron mein kayi rang bhare daur chale phir bhi pyaas ka hai daur zara aur chale jale shamma uthe shole jale kyu parwaane na deewane tum deewane hum kise hai ghum kya kahe ye zamaana deewane tum deewane hum nahin hai hosh mein wo hosh ki jo baat kahe nahin hai hosh mein wo hosh ki jo baat kahe nashe mein jhoome to lo hansti huyi raat kahe koi kitna humen roke rukenge mastaane na deewane tum deewane hum kise hai ghum kya kahe ye zamaana deewane tum deewane hum
Deewane Tum Deewane Hum
Bezubaan (1962)

Anoop Kumar, Ashok Kumar, Bablu, Devid, Helen, Niroopa Roy, Preeti Bala, Shammi Kapoor