dar na mohabbat kar le dar na mohabbat kar le ulfat se jholi bhar le duniya hai chaar din ki jee le chahe marle hoooo dar na mohabbat kar le dar na mohabbat kar le duniya fani tu bhi fani leta ja ulfat ki nishani do lafzon ki ek kahani ek mohabbat ek jawani yaad isse tu kar le yaad isse tu kar le dar na mohabbat kar le dar na mohabbat kar le duniya to kaanton ka ek ban hai aur ulfat phoolon ka chaman hai kar le wahi jo dil ki lagan hai soch na manzil dil ki kathin hai ho dil ki kathin hai iss manzil se guzar le iss manzil se guzar le dar na mohabbat kar le dar na mohabbat kar le ulfat se jholi bhar le duniya hai chaar din ki jee le chahe marle hoooo dar na mohabbat kar le dar na mohabbat kar le kehna jo tune mera na mana pichhe padega phir pachhtana dekhle apna karle thikana ye hai mohabbat woh hai zamana woh hai zamana hans le ya aahen bhar le hass le ya ahen bhar le dar na mohabbat kar le dar na mohabbat kar le
Dar Na Mohabbat Kar Le
Andaz (1949)