jeevan path mein hai kahaan pathik tujhe aaraam chalna hi to zindagi rukna maut ka naam dhoop ho ya chhanv ho door tera gaon ho chaahe thake paanv ho chalta chal tu chalta chal ye phool aur ye kaante maalik ne baraabar baante phulon ka baag lagaana to kaanton se kabhi na tall chalta chal dhoop ho ya chhanv ho door tera gaon ho chaahe thake paanv ho chalta chal tu chalta chal mat maang daya ki bhikhsha ye teri agni pariksha is jag jeevan ki jwala mein tu kundan ban ke nikal chalta chal dhoop ho ya chhanv ho door tera gaon ho chaahe thake paanv ho chalta chal tu chalta chal mat kho akhiyan ke moti sach ki chamkegi jyoti hardam sooraj ko dhak na saka udta phirta baadal chalta chal dhoop ho ya chhanv ho door tera gaon ho chaahe thake paanv ho chalta chal tu chalta chal ik din dukh dard dhalenge tere sukh ke deep jalenge ik din tukde tukde honge duniya ke kapat aur chhal chalta chal dhoop ho ya chhanv ho door tera gaon ho chaahe thake paanv ho
Chalta Chal (Dhoop Ho Ya Chhaon)
Fashionable Wife (1959)