chal chal re musaafir chal tu us duniya mein chal chal chal re musaafir chal tu us duniya mein chal jahan dil ka ek ishaara ho aur duniya jaaye badal chal chal re musaafir chal tu us duniya mein chal masti bhari hawaayen jis gali se jaaye phool khilaayen yeh madhosh nigaahen jis pe tik jaayen apna banaayen yeh madhosh nigaahen jahan pyaar ka rasta koi na roke koi na kahe sambhal chal chal re musaafir chal tu us duniya mein chal roop ki pyaasi aankhen dil mein armaan sau tufaan aakhir kabhi toh hogi tumse pehchaan o anjaan aakhir kabhi toh hogi kabhi toh rimjhim barsenge yeh rang bhare baadal chal chal re musaafir chal tu us duniya mein chal yahaan ki reet niraali jo mausam jaaye jaa ke na aaye dam bhar ki ujiyaali jab din dhal jaaye dil ghabraaye dam bhar ki ujiyaali jahan ujade naa singaar kisi kaa phaile naa kaajal chal chal re musaafir chal tu us duniya mein chal
Chal Chal Re Musaafir Chal
Pooja (1954)