huye naam ull pe nisha kaise kaise zamin kha gayee naujawaan kaise kaise aaj jawani par itraane waale kal pachhatayega aaj jawani par itraane waale kal pachhatayega chadhta sooraj dheere dheere dhalta hai dhal jayega dhal jayega dhal jayega tu yahaan musafir hai ye sarai faani hai chaar roz ki mehmaan teri zindagani hai jhan zamin jarr jewar kuchh na saath jayega khali haath aaya hai khali haath jayega jaan kar bhi anjana ban raha hai diwaane apni umr e faani par tan raha hai diwaane iss kadar tu khoya hai iss jahaan ke mele mein tu khuda ko bhula hai phans ke iss jhamele mein aaj tak ye dekha hai paane wala khota hai zindagi ko jo samjha zindagi pe rota hai mitne wali duniya ka aitbaar karta hai kya samajh ke tu aakhir isse pyar karta hai apni apni fikaron mein jo bhi hai wo uljha hai zindagi haqeeqat mein kya hai kaun samjha hai aaj samajh le aaj samajh le kal ye mauka haath na tere aayega o gaflat ki nind mein sone waale dhokha khayega dhal jayega dhal jayega
Chadhta Sooraj Dheere Dheere
Zahid Najan