bhala tha kitna apna bachpan bhala tha kitna bhala tha kitna apna bachpan bhala tha kitna din bhar tu pedon ke tale rehti thi pasaaree aanchal din bhar tu pedon ke tale rehti thi pasaaree aanchal aur main daalon se phenka karta tha tod ke phal aur main daalon se phenka karta tha tod ke phal maali tha bas hamaara dushman apna bachpan bhala tha kitna bhala tha kitna apna bachpan bhala tha kitna yaad bhi hai wo khel ki baat jab hum nikaalte the baaraat yaad bhi hai wo khel ki baat jab hum nikaalte the baaraat ladke mujhko dulha banaate sakhiyaan tujhko banata dulhan apna bachpan bhala tha kitna bhala tha kitna apna bachpan bhala tha kitna din ko khel mein aur raaton ko baaton mein kho jaate the raaja raani ke kisse sunte sunte so jaate the din ko khel mein aur raaton ko baaton mein kho jaate the raaja raani ke kisse sunte sunte so jaate the aankh mein neend ka naam nahin tha aankh mein neend ka naam nahin tha dil se koson door thi dhadkan apna bachpan bhala tha kitna
Bhala Tha Kitna Apna Bachpan
Hemanta Mukherjee