bansuriya ab yehi pukare aa balmaa nadiya ke kinare bansuriya ab yehi pukare aa balmaa nadiya ke kinare teri aankhon se nindiya churaunga tere hothon se laali udaunga bansuriya ab yehi pukare aa balmaa nadiya ke kinare tujhe saanson mein apni basaungi tujhe apni nazar mein chhupaungi bansuriya ab yehi pukare aa balmaa nadiya ke kinare aankhen bichhaye baithi thi dilbar ki chaah mein kab se khadi thi main yahan chaahat ki raah mein tune jo di sada to main tere paas aa gaya duniya bhula ke main sanam tujh mein sama gaya deewani ho gayi thi main tere pyaar mein bechein ho rahi thi main tere intezaar mein tere intezaar mein tere intezaar mein bansuriya ab yehi pukare aa balmaa nadiya ke kinare aa jaa kareeb aa mere tujhko karaar doon baahon me teri pyaar ke lamhe guzaar doon hai aarzoo yehi meri tere samne rahoon kehni hai jitni baat main tujh se wo sab kahun mere saath hai tu saathiya har ik haal mein khoya rahoon hamesha main tere khyaal mein tere khyaal mein tere
Bansuriya Ab Yehi Pukare
Balmaa (1993)

Avinash Vadhavan, Ayesha Julka, Syed Jaffery, Shammi, Anjana Mumtaj