ban ke saathi pyaar ki raahon mein humse kabhi tum na juda hona ban ke saathi pyaar ki raahon mein humse kabhi tum na juda hona rooth jaayen jahaan hum se tum na kabhi khafaa hona ban ke saathi pyaar ki raahon mein humse kabhi tum na juda hona ye hamaari zindgaani pyaar ki hai ek kahaani is jahan ka har nazaara pyaar ka hai ik ishaara bhool na jaana o sanam ban ke saathi pyaar ki raahon mein humse kabhi tum na juda hona ye tamanna hai hamaari saath guzre umr saari pyaar ka daaman hum na chhoden tum na bhoolo hum na tode koi waada ya kasam ban ke saathi pyaar ki raahon mein humse kabhi tum na juda hona
Ban Ke Saathi Pyaar Ki Raahon Mein
Sweetheart (1971) (Unreleased)
ban ke saathi pyaar ki raahon mein humse kabhi tum na juda hona ban ke saathi pyaar ki raahon mein humse kabhi tum na juda hona rooth jaayen jahaan hum se tum na kabhi khafaa hona ban ke saathi pyaar ki raahon mein humse kabhi tum na juda hona ye hamaari zindgaani pyaar ki hai ek kahaani is jahan ka har nazaara pyaar ka hai ik ishaara bhool na jaana o sanam ban ke saathi pyaar ki raahon mein humse kabhi tum na juda hona ye tamanna hai hamaari saath guzre umr saari pyaar ka daaman hum na chhoden tum na bhoolo hum na tode koi waada ya kasam ban ke saathi pyaar ki raahon mein humse kabhi tum na juda hona
Asha Parekh, Shashi Kapoor