bahut pehle se unn kadmon ki aahat jaan leten hain bahut pehle se unn kadmon ki aahat jaan leten hain tujhe aye zindagi aye zindagi tujhe aye zindagi hum door se pehchaan leten hain bahut pehle se tabiyat apni ghabaraati hai jab sunsaan raaton mein tabiyat apni ghabaraati hai jab sunsaan raaton mein hum aise mein teri yaadon ki chaadar taan leten hain hum aise mein teri yaadon ki chaadar taan leten hain bahut pehle se meri nazren bhi aise kafiron ka jaano imaan hain nighahen milte hi jo jaan aur imaan leten hain nighahen milte hi jo jaan aur imaan leten hain bahut pehle se firaak aksar badal kar bhes milta hai koi kaafir firaak aksar badal kar bhes milta hai koi kaafir kabhi hum jaan leten hain kabhi pehchaan leten hain bahut pehle se un kadmon ki aahat jaan leten hain tujhe aye zindagi hum door se pehchaan leten hain bahut pehle se
Bahut Pehle Se (Duet Version)
Jagjit Singh & Chitra Singh