baabul ki duaayein leti jaa jaa tujh ko sukhi sansaar mille baabul ki duaayein leti jaa jaa tujh ko sukhi sansaar mille maike ki kabhi naa yaad aaye sasural mein itna pyaar mille baabul ki duaayein leti jaa jaa tujh ko sukhi sansaar mille naazon se tujhe paala maine kaliyon ki tarah phoolon ki tarah bachppan mein jhoolaayaa hai tujh ko baahon ne meri jhooloon ki tarah mere baag ki ae naazuk daali tujhe har pal nayi bahaar mille maike ki kabhi naa yaad aaye sasural mein itna pyaar mille jiss ghar se bandhein hain bhaag tere uss ghar mein sadaa teraa raaj rahe honthon pe hansee ki dhoop khile maathe pe khushi kaa taaj rahe kabhi jiski jyot naa ho pheeki tujhe aisa roop singaar mille maike ki kabhi naa yaad aaye sasural mein itna pyaar mille beetein tere jeewan ki ghadiyaan aaraam ki thandi chhaanvv mein kaanta bhi naa chubhne paaye kabhi meri laadli tere paanv mein uss dwaar se bhi dukh door rahe jiss dwaar se tera dwaar mille maike ki kabhi naa yaad aaye sasural
            
                    Baabul Ki Duaayein Leti Jaa
                
                    Neel Kamal (1968)
                
                    Baby Mumtaz (Madhubaala), Begum Para, Dileep Kumar, Iqbal, Nazeera, Pesi Patel, Raj Kapoor, Rajendra