aye mere dil e naadan tu ghum se na ghabarana aye mere dil e naadan tu ghum se na ghabarana ik din to samjh legi duniya tera afsaana aye mere dil e naadan tu ghum se na ghabarana armaan bhare dil mein zakhmon ko jagah de de bhadke huye sholon ko kuchh aur hawa de de banti hai to ban jaaye yeh zindagi afsaana aye mere dil e naadan tu ghum se na ghabarana fariyad se kya haasil rone se natija kya bekaar hai yeh baatein in baaton se hoga kya apna bhi ghadi bhar mein ban jaata hai begaana aye mere dil e naadan tu gham se na ghabarana
            
                    Aye Mere Dil E Naadan
                
                    Tower House (1962)
                
                    Ajeet, Bhagwan, N A Ansaari, Nazeema, Neelofar, Pratima Devi, Shakeela