MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Skip Navigation Links
Skip Navigation Links
aurat ne janam diya mardon ko mardon ne use baazaar diya jab jee chaha masla kuchla jab jee chaha dhuttkaar diya aurat ne janam diya mardon ko tulti hai kahin deenaron mein bikti hai kahin baazaron mein nangi nachwayi jaati hai aiyaashon ke darbaaron mein ye wo beizzat cheez hai jo batt jaati hai izzatdaaron mein aurat ne janam diya mardon ko mardon ke liye har zulm rawaan aurat ke liye rona bhi khata mardon ke liye laakhon sejen aurat ke liye bas ek chita mardon ke liye har aish ka haq aurat ke liye jeena bhi sazaa aurat ne janam diya mardon ko jinn honton ne inko pyaar kiya unn honton ka vyopaar kiya jiss khokh mein inka jism dhala uss khokh ka karobaar kiya jiss tann se uge kopal ban kar uss tan ko zaleel o khaar kiya aurat ne janam diya mardon ko mardon ne banaayi jo rasmein unko haq ka farmaan kaha aurat ke zinda jalne ko qurbaani aur balidaan kaha ismat ke badle roti di aur usko bhi ehsaan kaha aurat ne janam diya mardon ko sansaar ki har ek besharmi gurbat

Poster of Sadhna+(1958)+-+(Hindi+Film)

Aurat Ne Janam Diya

Sadhna (1958)

Kathana, Leela Chitnis, Man Mohan Krishna, Master Nisaar, Nandini, Radha Krishna, Ravi Kant, Sunil Dutt, Vaijanti Mala

Lata Mangeshkar
Song Title : Aurat Ne Janam Diya
Album/Film : Sadhna (1958)
Release Year : 1958
Production : B R Films
Producer : B R Chopra
Director : B R Chopra
Film Actors : Kathana, Leela Chitnis, Man Mohan Krishna, Master Nisaar, Nandini, Radha Krishna, Ravi Kant, Sunil Dutt, Vaijanti Mala
Lyrics : Sahir Ludhianvi
Singer : Lata Mangeshkar
OnScreen Actors : Vyjayanthimala
Music Director : N Datta (Datta Naik)

Q. In which year the Album/Film Sadhna (1958) released?

A. Sadhna (1958) was released in 1958 .

Q. Which is Production of Album/Film Sadhna (1958) ?

A. B R Films was the Production of Sadhna (1958) .

Q. Who is Producer of Album/Film Sadhna (1958) ?

A. B R Chopra was the Producer of in Sadhna (1958) .

Q. Who is Director of Album/Film Sadhna (1958) ?

A. B R Chopra was the Director of Sadhna (1958) .

Q. Who was Film Actors of Album/Film Sadhna (1958) ?

A. Kathana, Leela Chitnis, Man Mohan Krishna, Master Nisaar, Nandini, Radha Krishna, Ravi Kant, Sunil Dutt, Vaijanti Mala was the Film Actors of Sadhna (1958) .

Q. Who wrote the song Aurat Ne Janam Diya ?

A. Sahir Ludhianvi wrote the song Aurat Ne Janam Diya

Q. Who was the lyricsts of song Aurat Ne Janam Diya ?

A. Sahir Ludhianvi was the lyricsts of song Aurat Ne Janam Diya .

Q. Who is Singer of song Aurat Ne Janam Diya ?

A. Lata Mangeshkar was the Singer's of song Aurat Ne Janam Diya .

Q. Who is OnScreen Actors of song Aurat Ne Janam Diya ?

A. Vyjayanthimala was the OnScreen Actors of song Aurat Ne Janam Diya .

Q. Who is Music Director of song Aurat Ne Janam Diya ?

A. N Datta (Datta Naik) was the Music Director of song Aurat Ne Janam Diya .

Q. In which raag Aurat Ne Janam Diya song was sung?

A. Aurat Ne Janam Diya song was sung in raag .

Q. In which taal Aurat Ne Janam Diya song was sung?

A. Aurat Ne Janam Diya song was sung in taal .