aaa aaa aaa apni tasveer ko aankhon se lagaata kya hai apni tasveer ko aankhon se lagaata kya hai ik nazar meri taraf bhi tera jaata kya hai apni tasveer ko aankhon se lagaata kya hai meri rusvaayi mein wo bhi hain baraabar ke shareeq meri rusvaayi mein wo bhi hain baraabar ke shareeq mere kisse mere yaaron ko sunaata kya hai apni tasveer ko aankhon se lagaata kya hai paas rah kar bhi na pehchaan saka tu mujh ko paas rah kar bhi na pehchaan saka tu mujh ko door se dekh ke ab haath hilaata kya hai door se dekh ke ab haath hilaata kya hai apni tasveer ko aankhon se lagaata kya hai umr bhar apne garebaan se ulajhane waale umr bhar apne garebaan se ulajhane waale tu mujhe mere hi saaye se daraata kya hai apni tasveer ko aankhon se lagaata kya hai main tera kuchh bhi nahin hoon magar itna to bata main tera kuchh bhi nahin hoon magar itna to bata dekh kar mujh ko tere zahan mein aata kya hai dekh kar mujh ko tere zahan mein aata kya hai apni tasveer ko aankhon se lagaata
Apni Tasveer Ko Aankhon Se Lagaata Kya Hai
Ghulam Ali