ajab apna haal hota jo visaal e yaar hota ajab apna haal hota jo visaal e yaar hota kabhi jaan sadke hoti kabhi dil nisaar hota na maza hai dushmani mein na hai luft dosti mein na maza hai dushmani mein na hai luft dosti mein koi gair gair hota koi yaar yaar hota koi gair gair hota koi yaar yaar hota ye maza tha dillagi ka ke barabar aag lagti ye maza tha dillagi ka ke barabar aag lagti na tumhen qaraar hota na humen qaraar hota na tumhen qaraar hota na humen qaraar hota tere waade par sitamgar abhi aur sabr karte tere waade par sitamgar abhi aur sabr karte agar apni zindagi ka humen aitbaar hota agar apni zindagi ka humen aitbaar hota ajab apna haal hota jo visaal e yaar hota
Ajab Apna Haal Hota Jo Visaal
Chitra Singh