agar ye husn mera pyaar ke sholo mein dhal jaaye agar ye husn mera pyaar ke sholo mein dhal jaaye to phir insaan hai kya cheez patthar bhi pighal jaaye to phir insaan hai kya cheez patthar bhi pighal jaaye to patthar bhi pighal jaaye bhari mehfil mein har koi mujhe apna samjhta hai meri mehfil ka na puchho aalam koi shola hai to koi shabnam shauk didaar yahaan hai sabko dil ka ajaar yahaan hai sabko sab mere pyaar ke mastaane hain sab mere husn ke deewane hain taqaaza husn ka ye hai sabhi ko ek nazar dekhun yahaan dekhun wahan dekhun idhar dekhun udhar dekhun kyuki bhari mehfil mein har koi mujhe apna samjhta hai agar main ek taraf dekhun to deewanon mein tal jaaye agar ye husn mera pyaar ke sholo mein dhal jaaye to phir insaan hai kya cheez patthar bhi pighal jaaye to patthar bhi pighal jaaye achanak apne chehre se utha dun main agar parda surkhiyan hain mere rukhsaaron par jaise kuchh phool hon angaaron par ek muwamma hai jawani meri saari duniyaan hai deewani
Agar Ye Husn Mera
Sunghursh (1968)