agar mujh se muhabbat hai mujhe sab apne ghum de do in aankhon ka har ik aansoo mujhe meri kasam de do agar mujh se muhabbat hai tumhaare ghum ko apnaa ghum banaa loon to qaraar aaye tumhaara dard seene mein chhuppa loon to qaraar aaye wo har shai jo tumhen dukh de mujhe mere sanam de do agar mujh se muhabbat hai sharike zindagi ko kyun sharike ghum nahin karte dukhon ko baant kar kyun in dukhon ko kam nahin karte tadap is dil ki thodi si mujhe mere sanam de do agar mujh se muhabbat hai in aankhon mein na ab mujhko kabhi aansoo nazar aaye sadaa hasti rahen aankhen sadaa ye hont muskaayen mujhe apni sabhi aahein sabhi dardo alam de do agar mujh se muhabbat hai mujhe sab apne ghum de do in aankhon ka har ik aansoo mujhe meri kasam de do agar mujh se muhabbat hai
Agar Mujh Se Muhabbat
Aap Ki Parchhaiyan (1964)

Dharmendra, Leela Chitnis, Manorama, Nazir Husain, Om Prakash, Shashi Kala, Suraiya Chaudhari, Suresh, Vijay Laxmi