agar dil ke taaron pe main chhed sakta nayi zindagi ka naya sa taraana agar dil ke taaron pe na manzil ki chaahat mere dil mein hoti na manzil ki chaahat mere dil mein hoti meri pyaas ulfat ke nagmon mein khoti mere nakshe paahi mere nakshe paahi bataate thikaana agar dil ke taaron pe main lehron ke haathon mein patwaar dekar jo baste hain dil mein unhe saath lekar bohot door saahil se le jaata kashti na wo rehte wo aur na main meri hasti na wo rehte wo aur na main meri hasti magar haaye adhura rahega apna fasaana nayi zindagi ka naya sa taraana nayi zindagi ka naya sa taraana agar dil ke taaron pe
Agar Dil Ke Taaron Pe Main
Ratnadeep (1979)