agar bewafaa tujhko pehchaan jaate khuda ki kasam hum muhabbat na karte jo maaloom hota ye anjaam e ulfat to dil ko lagaane ki zurrat naa karte agar bewafaa tujhko pehchaan jaate khuda ki kasam hum muhabbat na karte jinhen tumne samjha meri bewafaayi meri zindagi ki wo majbooriyaan thi jinhen tumne samjha humari muhabbat ka ik imtehaan tha ye do din ki thodi si jo dooriyaan thi jo dooriyaan thi agar sachchi hoti muhabbat tumhari to ghabraa ke tum yun shikaayat naa karte agar bewafaa tujhko pehchaan jaate khuda ki kasam hum muhabbat na karte jo hum pe hai guzri humin jaante hain sitam kaun sa hai nahin jo uthaaya jo hum pe hai guzri nighahon mein phir bhi rahi teri soorat har ik saans mein tera paigaam aaya paigaam aaya agar jaante tum hi ilzaam doge to bhule se bhi hum to ulfat naa karte agar bewafaa tujhko pehchaan jaate khuda ki kasam hum muhabbat na karte
            
                    Agar Bewafaa Tujhko Pehchaan Jaate
                
                    Raat Ke Andhere Mein (1969)
                
                    Bhagwan, Dev Dutt, Dev Kumar, Mohan Choti, Murad, Shahida, Sonia Sahni