abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon hawaa bhi khushgawaar hai gulon peh bhi nikhaar hai tarannumen hazaar hai bahaar e pur bahaar hai kahaan chalaa hai saaqiyaa idhar to laut idhar to aa idhar to laut idhar to aa idhar to laut idhar to aa are ye dekhta hai kyaa uthaa subuu subuu uthaa subuu uthaa ke pyalaa bhar pyalaa bhar ke de idhar chaman ki simt kar nazar samaan to dekh bekhabar woh kaali kaali badliyaan woh kaali kaali badliyaan ufaq pe ho gayi ayaan woh ik hajum e maikashaan hai su e maikadaah ravaan ye kyaa gumaan hai badgumaan samajh naa mujh ko naatavaan khayaal e zuhad abhi kahaan abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon ibaadaton kaa zikr hai nijaat ki bhi fikr hai junoon hai sawaab kaa khayaal hai azaab kaa magar suno to shekh ji ajeeb shai hain aap bhi bhalaa shabaab o aashiqui alag huye bhi hain kabhi haseen jalwaah raiz hon adaaen fitanaah khaiz hon havaaen itr baiz hon to shauq
Abhi To Main Jawaan Hoon
Malika Pukhraj