ab wafaa ka naam na le koi ab wafaa ka naam na le koi humein bewafaa ki talaash hai patthar ka dil seene mein ho humein uss khuda ki talaash hai ab wafaa ka naam na le koi humein bewafaa ki talaash hai maare zamaana thokrein tarsaa karein hum pyaar ko tarsaa karein hum pyaar ko kabhi dekhen munh na bahaar ka humein uss dua ki talaash hai ab wafaa ka naam na le koi humein bewafaa ki talaash hai humein ghum nahin uss paar ka toofaan humko azeez hai toofaan humko azeez hai jo dubo de saahil par humein uss nakhuda ki talaash hai ab wafaa ka naam na le koi humein bewafaa ki talaash hai lagge aag apne karaar ko roye to rone do pyaar ko roye to rone do pyaar ko jo na bhar sake kabhi zakhm ko humein uss dawaa ki talaash hai ab wafaa ka naam na le koi humein bewafaa ki talaash hai patthar ka dil seene mein ho humein uss khuda ki talaash hai ab wafaa ka naam na le koi
Ab Wafa Ka Naam Na Le Koi
Oh Bewafaa (1980)