ab main kaah karun kit jaaun main kaah karun kit jaaun ab main kaah karun kit jaaun main kaah karun kit jaaun chhoot gaya chhoot gaya chhoot gaya sab saath sahaara apne bhi kar gaye kinaara chhoot gaya sab saath sahaara apne bhi kar gaye kinaara ik baazi mein sab kuchh haara asha haari himmat haari asha haari himmat haari ab kya daanv lagaaun main kaah karun kit jaaun ab main kaah karun kit jaaun main kaah karun kit jaaun jo paudha seencha murjhaya toot gaya jo mahal banaaya jo paudha seencha murjhaya toot gaya jo mahal banaaya bujh gaya jo bhi diya jalaaya man andhiyaara jag andhiyaara jyot kahaan se laaun main kaah karun kit jaaun
Ab Main Kaah Karun
Dharti Mata (1938)