aawaaz de raha hai koi aasmaan se aa jaa mere jahaan mein apne jahaan se aawaaz de raha hai koi bechain kar rahi hain bhulaave ki har sada har saans pe dhadakta hai yun aaj dil mera jaise hawaa ki mauj se bhujhne lage diya bhujhne lage diya wo raaz wo hai keh na sakun jo jubaan se aa jaa mere jahaan mein apne jahaan se aawaaz de raha hai koi palkon mein aasunon ko chhupaye huye hoon main taaron se apne ghar ko sajaayen huye hoon main saajan ki dhun jabaan pe laaye huye hoon main laaye huye hoon main hai bekhabar zamaana meri daastaan se aa jaa mere jahaan mein apne jahaan se aawaaz de raha hai koi
Aawaz De Raha Hai Koi Aasman Se
Gauhar (1953)

Agha, Baby Chunmun, Balak, Beena Roy, Chaman Puri, Chanchal, Kukku Saigal, Parasuram, Rahman, Ram Avatar, Ramesh Thakur, Shyam Lal, Vijay Laxmi
Sudha Malhotra
Song Title :
Aawaz De Raha Hai Koi Aasman Se
Album/Film :
Gauhar (1953)
Release Year :
1953
Producer :
P N Arora
Production :
Director :
F H Hasan
Film Actors :
Agha, Baby Chunmun, Balak, Beena Roy, Chaman Puri, Chanchal, Kukku Saigal, Parasuram, Rahman, Ram Avatar, Ramesh Thakur, Shyam Lal, Vijay Laxmi
Lyrics :
Shakeel Badayuni
Singer :
Sudha Malhotra
OnScreen Actors :
Beena Roy
Music Director :
Ghulam Mohammad