aashiyaan jal gaya gulsitaan loot gaya aashiyaan jal gaya gulsitaan loot gaya hum qafas se nikal kar kidhar jaayenge itne manoos saiyaad se ho gaye ab rihaayi milegi to mar jaayenge aashiyaan jal gaya gulsitaan loot gaya aur kuchh din yeh dastoor e mai khana hai tash naqaami ke yeh din guzar jaayenge aur kuchh din yeh dastoor e mai khana hai tash naqaami ke yeh din guzar jaayenge mere saaqi ko nazren uthane to do jitne khaali hai sab jaam bhar jaayenge aashiyaan jal gaya gulsitaan loot gaya aye naseem e sehar tujhko unki kasam unse jaa kar na kehna mera haal e ghum aye naseem e sehar tujhko unki kasam unse jaa kar na kehna mera haal e ghum apne mitne ka ghum to nahin hai magar darr yeh hai unke gesu bikhar jaayenge aashiyaan jal gaya gulsitaan loot gaya ashq e ghum leke aakhir kahaan jaayen hum aansuon ki yahaan koi kimat nahin ashq e ghum leke aakhir kahaan jaayen hum aansuon ki yahaan koi kimat nahin aap hi apna daaman bada dijiye warna moti zamin par bikhar
Aashiyaan Jal Gaya Gulsitaan
Habib Wali Mohammad