aapka shukriyaa aapki meherbaani aapki meherbaani aap aaye na aate to dil toot jaate aap aaye na aate to dil toot jaate rooth jaati ye shaam suhaani aapka shukriyaa aapki meherbaani aap jis raah chal phir rahe hain phool uss raah pe gir rahe hain aap jis raah chal phir rahe hain phool uss raah pe gir rahe hain kya suhaana sama hai ye mausam jawaan hai aaj har cheez pe hai jawaani aapka shukriyaa aapki meherbaani aap bin chaar pal bhi humaara ab nahin hai jahaan mein guzaara aap bin chaar pal bhi humaara ab nahin hai jahaan mein guzaara aapki yaad aaye to dil behel jaaye dijiye aisi koi nishaani aapka shukriyaa aapki meherbaani pyaar humne humesha kiya hai har janam mein tumhe dil diya hai pyaar humne humesha kiya hai har janam mein tumhe dil diya hai yaad rakhna ye baatein nayi hain mulakaatein ye mohabbat magar hai puraani aapka shukriyaa aapki meherbaani aap aaye na aate to dil toot jaate rooth jaati ye shaam suhaani aapka shukriyaa aapki mehrbaani
Aapka Shukriya Aapki Meherbaani
Anokhi Pehchan (1972)