aansuon ko thaam le sabr se jo kaam le aafaton se na dare mushkilon ko hal kare apne man ki jiske haath mein lagaam hai aadmi usika naam hai aadmi usika naam hai ho oo aansuon ko thaam le sabr se jo kaam le aafaton se na dare mushkilon ko hal kare apne man ki jiske haath mein lagaam hai aadmi usika naam hai ho oo aadmi usika naam hai besahaara hoke bhi sahaara dhoondh le besahaara hoke bhi sahaara dhoondh le cheer ke bhanwar ko jo kinaara dhoondh le zindagi sangraam hai sangraam mein laga rahe phal ki aasha chhod ke jo kaam mein laga rahe aaram jiske waaste sada haraam hai aadmi usika naam hai ho oo aadmi usika naam hai yeh zamaana chaahe jiske haathon mein na haath de yeh zamaana chaahe jiske haathon mein na haath de khud ba khud hi chal pade agar koi na saath de waqt se dare nahin kya kehna uski shaan ke waqt ka muqaabla kare jo seenaa taan ke jiski har ek saans deti pyaar ka paighaam hai aadmi usika naam hai aadmi usika naam hai ho oo aansuon ko thaam le sabr se
Aansuon Ko Thaam Le
Chhota Baap (1977)

Bindiya Goswami, Deena Pathak, Dhoomal, Jageeradar, Master Alankaar, Paintal, Romesh Sharma, Sangana