MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeTeri Kasam (1982)
HomeTeri Kasam (1982)
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dil ki baat kahin lab pe na aa jaye hanste hanste aankh kahin na bhar aaye o dil ki baat kahin lab pe na aa jaye hanste hanste aankh kahin na bhar aaye yaad rahe yaad rahe kya dil ki baat kahin lab pe na aa jaye hanste hanste aankh kahin na bhar aaye o dil ki baat kahin lab pe na aa jaye hanste hanste aankh kahin na bhar aaye chehre pe chehra laga lo apni surat chhupa lo chehre pe chehra laga lo apni surat chhupa lo kaise diwaano ko koi samjhaaye dil ki baat kahin lab pe na aa jaye hanste hanste aankh kahin na bhar aaye yaad rahe yaad rahe kya dil ki baat kahin lab pe na aa jaye hanste hanste aankh kahin na bhar aaye jab haal dil ka sunaana yeh baat na bhool jaanaa jab haal dil ka sunaana yeh baat na bhool jaana apne hain ghum log paraaye dil ki baat kahin lab pe na aa jaye hanste hanste aankh kahin na bhar aaye yaad rahe yaad rahe kya dil ki baat kahin lab pe na aa jaye hanste hanste aankh kahin na bhar aaye dil mein chubhe laakh kaante patjhad mein bhi phool
geet woh hai haan ji haan geet woh hai geet woh hai haan ji haan geet woh hai ho jo kisi ke yaad mein deewaana koyi gaaye sangeet woh hai haan sangeet woh hai sangeet woh hai haan ji sangeet woh hai har kisi ke dil ka jo taar chhed jaaye geet woh hai haan ji haan geet woh hai waise to pyaar sab log karte hain hum pyaar ke naam se bhi darte hain waise to pyaar sab log karte hain hum pyaar ke naam se bhi darte hain preet woh hai haan ji haan preet woh hai preet woh hai haan ji haan preet woh hai aadmi kisi ke liye jiye mar jaaye geet woh hai haan ji haan geet woh hai hu hu hu hu hu hu kis cheez ki is jahaan mein kami hai matlab ke yaaron se duniya bhari hai kis cheez ki is jahaan mein kami hai matlab ke yaaron se duniya bhari hai meet woh hai haan ji haan meet woh hai aye meet woh hai haan ji haan meet woh hai waqt pade mushkil mein jo kaam aaye geet woh hai haan ji haan geet woh hai yeh zindagi khel hum sab khilaadi jo yeh na samjhe bada woh anaadi yeh zindagi khel
hum jis raste pe chale us raste pe thi preet khadi preet ne humko pehna di armaano ki hathkadi tu jahaan chale main wahaan chalun tu jahaan ruke main wahaan rukun hum jis raste pe chale us raste pe thi preet khadi preet ne humko pehna di armaano ki hathkadi tu jahaan chale main wahaan chalun tu jahaan ruke main wahaan rukun hum anjaane ek dooje ki jaan bane pehale do dil the ab sau armaan bane hum anjaane ek dooje ki jaan bane pehale do dil the ab sau armaan bane aare jaan ke dekho hum kaise anjaan bane jaane kab dil takraaye jaane kab aankh se aankh ladi preet ne humko pehna di armaano ki hathkadi tu jahaan chale main wahaan chalun tu jahaan ruke main wahaan rukun la la lalala la la lalala mausam hai ya pyaar ka ek paigaam hai isiliye ye pyaar bada badnaam hai mausam hai ya pyaar ka ek paigaam hai isiliye ye pyaar bada badnaam hai bhool gaye hum duniya kiska naam hai yaad rahenge humen hamesha ye din ye rut ye ghadi preet ne humko pehna di armaano ki hathkadi tu
kya hua ek baat par barson ka yaarana gaya iss bahaane doston ka pyaar pehchaana gaya kya hua kya hua kya hua ek baat par barson ka yaarana gaya kya sunaayen hum kisi ko pyaar ki ye daastaan kya sunaayen hum kisi ko pyaar ki ye daastaan pyaar ki ye daastaan jaan jaane ko hai baaki dil to deewaana gaya kya hua ek baat par barson ka yaarana gaya unn ka unke ghum ka aye dil ab kare afsos kya unn ka unke ghum ka aye dil ab kare afsos kya ab kare afsos kya jiss ko aana tha wo aaya jiss ko tha jaana gaya kya hua ek baat par barson ka yaarana gaya unn se milne ki ijaazat ek bas humko nahin hoo unn se milne ki ijaazat ek bas humko nahin ek bas humko nahin unse milne unke ghar har apna begaana gaya hoo kya hua ek baat par barson ka yaarana gaya iss bahaane doston ka pyaar pehchaana gaya kya hua kya hua kya hua ek baat par barson ka yaarana gaya
mere geeton mein meri kahaaniyan hain mere geeton mein meri kahaaniyan hain ho kaliyon ka bachpan hai phoolon ki jawaaniyan hain geeton mein mere geeton mein meri kahaaniyan hain mere geeton mein meri kahaaniyan hain ho kaliyon ka bachpan hai phoolon ki jawaaniyan hain geeton mein mere geeton mein meri kahaaniyan hain mere geeton mein meri kahaaniyan hain rut pe bahaar hai dil bekaraar hai kuchh intezaar sa hai kehte hain saare ho na ho pyaare ye haal pyaar sa hai ho ye mohabbat ki pehli nishaaniyan hain geeton mein mere geeton mein meri kahaaniyan hain mere geeton mein meri kahaaniyan hain aye dil deewane duniya kya jaane kyun geet gaata hoon main geeton ke bahaane dil ke fasane usko sunata hoon main ho jiski mujhpe badi meharbaniyan hain geeton mein mere geeton mein meri kahaaniyan hain mere geeton mein meri kahaaniyan hain dilkash kamaal si nazuk khayal si daali gulaab ki hai ladki hai lekin lagta hai wo ek botal sharaab ki hai ho uski akhiyaan badi mastaaniyan
huuuu huuuu huuuu hey aye heyyyyyyy hoooooooooo hoooooooooo ye zamin gaa rahi hai aasmaan gaa raha hai saath mere ye saara jahaan gaa raha hai ye zamin gaa rahi hai aasmaan gaa raha hai saath mere ye saara jahaan gaa raha hai shoukh kaliyon ke ghunghat sarkane lage hain shoukh kaliyon ke ghunghat sarkane lage hain mast phoolon ke dil bhi dhadakne lage hain ye bahaaron ka dilkash samaa gaa raha hai saath mere ye saara jahaan gaa raha hai ye zamin gaa rahi hai aasmaan gaa raha hai saath mere ye saara jahaan gaa raha hai jhoom kar parbaton pe ghata chhaa rahi hai jhoom kar parbaton pe ghata chhaa rahi hai pyaar ki umr shaayad kareeb aa rahi hai mera dil pyaar ki ye daastaan gaa raha hai saath mere ye saara jahaan gaa raha hai ye zamin gaa rahi hai aasmaan gaa raha hai saath mere ye saara jahaan gaa raha hai bhool kar raah koi haseen aa naa jaaye bhool kar raah koi haseen aa naa jaaye iss jagah koi pardaa nashin aa naa jaaye iss jagah aaj ek naujawaan gaa raha hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Ki Baat Kahin Lab Pe Na Aa Jaye Teri Kasam (1982) 06:23 18037
 
Poster of Teri Kasam (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Amit Kumar
On Screen Actors- 
Kumar Gaurav Dagaonkar
Duration : 06:23   Song Number : 18037   

Geet Wo Hai Haan Ji Haan Teri Kasam (1982) 04:04 17643
 
Poster of Teri Kasam (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Amit Kumar
On Screen Actors- 
Kumar Gaurav
Duration : 04:04   Song Number : 17643   

Hum Jis Raste Pe Chale Teri Kasam (1982) 05:09 18038
 
Poster of Teri Kasam (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:09   Song Number : 18038   

Kya Hua Ek Baat Par Teri Kasam (1982) 04:55 18396
 
Poster of Teri Kasam (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Amit Kumar
On Screen Actors- 
Kumar Gaurav Dagaonkar
Duration : 04:55   Song Number : 18396   

Mere Geeton Mein Meri Kahaaniyaa Hain Teri Kasam (1982) 04:51 18039
 
Poster of Teri Kasam (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Amit Kumar
On Screen Actors- 
Kumar Gaurav Dagaonkar
Duration : 04:51   Song Number : 18039   

Ye Zamin Gaa Rahi Hai Teri Kasam (1982) 05:33 18040
 
Poster of Teri Kasam (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Amit Kumar
On Screen Actors- 
Kumar Gaurav Dagaonkar
Duration : 05:33   Song Number : 18040