MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeTeesri Manzil (1966)
HomeTeesri Manzil (1966)
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaja aaja main hoon pyaar tera allah allah inkaar tera o o aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aa aaja aaja main hoon pyaar tera allah allah inkaar tera o o aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aa hoooo tum pe hazaron ki aankhen chaahiye tumko sahara ooooooo palkon mein aao chhupa loon naazuk tan hai tumhara o o aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aa aaja aaja main hoon pyaar tera allah allah inkaar tera o aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aa hoooo mera khayaal tujhe hai maine abhi yahi jaana oooooooo sachcha hai pyaar ke jhoota ye hai mujhe aazmaana o o aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aa aaja aaja dekhoon pyaar tera allah allah inkaar tera o o aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aa hoooo rakhna tha dil pe hamaare
deewana mujh sa nahin iss ambar ke neeche deewana mujh sa nahin iss ambar ke neeche aage hai qaatil mera aur main peechhe peechhe deewana mujh sa nahin iss ambar ke neeche aage hai qaatil mera aur main peechhe peechhe paaya hai dushman ko jab se pyaar ke kaabil tab se ye aalam hai rastaa yaad naa manzil neend mein jaise chalta hai koi chalna yun hi aankhen meenche deewana mujh sa nahin iss ambar ke neeche aage hai qaatil mera aur main peechhe peechhe humne bhi rakh di hai kal pe kal ki baaten humne bhi rakh di hai kal pe kal ki baaten jeevan ka haasil hai pal do pal ki baaten do hi ghadi ko saath rahega karna kya hai tanha jee ke deewana mujh sa nahin iss ambar ke neeche aage hai qaatil mera aur main peechhe peechhe deewana mujh sa nahin iss ambar ke neeche hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
dekhiye saahibo wo koi aur thi aur ye naazneen hai meri main inpe marta hoon dekhiye saahibo wo koi aur thi aur ye naazneen hai meri haa samjha tha main ye hai khadi lekin wahaan koi aur thi inke liye aye mohtaram chheda kisi aur ko tha khuda ki kasam haa dekhiye saahibo wo koi aur thi aur ye naazneen hai meri main inpe marta hoon logon kehne do isko ye hai koi deewana hoye hoye hoye main naa jaanun kisi ko itna mera fasaana aa aa aa ekdam galat fasaana hai ekdam galat fasaana hai insen to puraana hai apnaa silsilaa dekho to pyaar inko bhi hai mera khumaar inko bhi hai inke liye aye mohtaram chheda kisi aur ko tha khuda ki kasam haa dekhiye saahibo wo koi aur thi aur ye naazneen hai meri main inpe marta hoon maine kab isko chaaha keh do itna naa phenke haaye haaye haaye aashique banne se pehle apni soorat to dekhe oooo oooo oooo soorat bhali buri kya hai soorat bhali buri kya hai sauda to nazar ka hai sauda pyaar ka inko kahaan ghum doston ruswaa huye hum doston
o haseena zulfon waali jaane jahaan dhoondti hai kaafir aankhen kiska nishaan o haseena zulfon waali jaane jahaan dhoondti hai kaafir aankhen kiska nishaan mehfil mehfil aye shama phirti ho kahaan mehfil mehfil aye shama phirti ho kahaan woh anjaana dhoondti hoon woh deewana dhoondti hoon jalaa kar jo chhip gaya hai woh parwaana dhoondti hoon garm hain tez hain yeh nigaahen meri kaam aa jayengi sard aahen meri tum kisi raah mein to miloge kahin ishq hoon mein kahin thehertaa hi nahin main bhi hoon galiyon ki parchhaai kabhi yahaan kabhi wahaan shaam hi se kuchh ho jata hai mera bhi jadoo jawaan o haseena zulfon waali jaane jahaan dhoondti hai kaafir aankhen kiska nishaan mehfil mehfil aye shama phirti ho kahaan mehfil mehfil aye shama phirti ho kahaan woh anjaana dhoondti hoon woh deewana dhoondti hoon jalaa kar jo chhip gaya hai woh parwaana dhoondti hoon chhip rahen hain ye kya dhang hai aapka aaj to kuchh nayaa rang hai aapka aaj ki raat main kya se kya ho gayi
o mere sona re sona re sona re de dungi jaan juda mat hona re maine tujhe zara der mein jaana hua kusoor khafa mat hona re maine tujhe zara der mein jaana hua kusoor khafa mat hona re o mere sona re sona re sona o meri baahon se nikal ke tu agar mere raste se hat jaayega to lehera ke ho bal khaa ke mera saya tere tan se lipat jaayega tum chhudao laakh daaman chhodte hain kab ye armaan ke main bhi saath rahungi rahoge jahan o mere sona re sona re sona re de dungi jaan juda mat hona re maine tujhe zara der mein jaana hua kusoor khafa mat hona re o mere sona re sona re sona o miyan hum se na chhipaao wo banavat ki saari adaayen liye ke tum iss pe ho itraate ke main peechhe hoon sau iltajaayen liye ji mein khush hoon mere sona jhoot hai kya sach kaho na ke main bhi saath rahungi rahoge jahan o mere sona re sona re sona re de dungi jaan juda mat hona re maine tujhe zara der mein jaana hua kusoor khafa mat hona re o mere sona re sona re sona o phir hum se na ulajhna
tumne mujhe dekha ho kar meherbaan ruk gayi ye zameen tham gaya aasmaan jaaneman jaanejaan tumne mujhe dekha ho kar meherbaan ruk gayi ye zameen tham gaya aasmaan jaaneman jaanejaan tumne mujhe dekha hooo kahin dard ke sehra mein rukte chalte hote inn honthon ki hasrat mein tapte jalte hote meharbaan ho gayi zulf ki badliyaan jaaneman jaanejaan tumne mujhe dekha ho kar meherbaan ruk gayi ye zameen tham gaya aasmaan jaaneman jaanejaan tumne mujhe dekha hooo lekar ye haseen jalwe tum bhi na kahan pahunche aakhir ko mere dil tak kadmon ke nishaan pahunche khatm se ho gaye raaste sab yahaan jaaneman jaanejaan tumne mujhe dekha ho kar meherbaan ruk gayi ye zameen tham gaya aasmaan jaaneman jaanejaan tumne mujhe dekha ho kar meherbaan ruk gayi ye zameen tham gaya aasmaan jaaneman jaanejaan tumne mujhe dekha
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaja Aaja Main Hoon Pyaar Tera Teesri Manzil (1966) 06:38 20035
 
Poster of Teesri Manzil (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 06:38   Song Number : 20035   

Deewana Mujh Sa Nahin Teesri Manzil (1966) 03:41 20318
 
Poster of Teesri Manzil (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:41   Song Number : 20318   

Main Inpe Marta Hoon Teesri Manzil (1966) 05:18 15743
 
Poster of Teesri Manzil (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 05:18   Song Number : 15743   

O Haseena Zulfon Wali Teesri Manzil (1966) 06:02 21048
 
Poster of Teesri Manzil (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Helen
Duration : 06:02   Song Number : 21048   

O Mere Sona Re Teesri Manzil (1966) 05:14 21056
 
Poster of Teesri Manzil (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Shammi Kapoor
Duration : 05:14   Song Number : 21056   

Tumne Mujhe Dekha Ho kar Meherban Teesri Manzil (1966) 04:55 21385
 
Poster of Teesri Manzil (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:55   Song Number : 21385