MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSapnon Ka Saudagar (1968)
HomeSapnon Ka Saudagar (1968)
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


naadaan ki dosti jee ki jalan jaane na baalma preet ki agan naadaan ki dosti jee ki jalan jaane na baalma preet ki agan naadaan ki dosti jee ki jalan jaane na baalma preet ki agan teer laga aisa ki chain nahin aaye chain nahin aaye baar baar tadpun jiya tilmilaaye jiya tilmilaaye karde na baanwri ye meethi chubhan jaane na baalma preet ki agan naadaan ki dosti jee ki jalan jaane na baalma preet ki agan pagla na samjhe nigaahon ki boliyaan nigaahon ki boliyaan kaise bharenge muraadon ki jholiyaan muraadon ki jholiyaan haar gayi daiya main kar ke jatan jaane na baalma preet ki agan naadaan ki dosti jee ki jalan jaane na baalma preet ki agan chhaila ne daala hai batiyon se jaadu batiyon se jaadu phir bhi samajhta hai apne ko saadhu apne ko saadhu kitna hai sidha ye baanka sajan jaane na baalma preet ki agan naadaan ki dosti jee ki jalan jaane na baalma preet ki agan naadaan ki dosti jee ki jalan jaane na baalma preet ki agan
le loooooooo le loooooooo sapnon ka saudagar aaya le lo ye sapne le lo tum se kismat khel chuki tum kismat se khelo ab tum kismat se khelo sapnon ka saudagar aaya le lo ye sapne le lo tum se kismat khel chuki tum kismat se khelo ab tum kismat se khelo ye rang birange sapne ye jeevan ke ujiyaare ye tanhaayi ke saathi ye bheed mein sang sahaare ye rang birange sapne ye jeevan ke ujiyaare ye tanhaayi ke saathi ye bheed mein sang sahaare ye chaand aur sooraj apne ye andhi raat ke taare ye andhi raat ke taare sapnon ka saudagar aaya le lo ye sapne le lo tum se kismat khel chuki tum kismat se khelo ab tum kismat se khelo chaahe to ambar ko bhi tu inn baahon mein bhar le duniyaa ko jhutha kar de ik sapna sachchaa kar le chaahe to ambar ko bhi tu inn baahon mein bhar le duniyaa ko jhutha kar de ik sapna sachchaa kar le bin maajhi bin naiyya ke aa saagar paar utar le aa saagar paar utar le sapnon ka saudagar aaya le lo ye sapne le lo tum se kismat khel chuki tum kismat se
seekha nahin sabak toone pyaar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka seekha nahin sabak toone pyaar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka seekha nahin sabak toone pyaar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka seekha nahin sabak toone pyaar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka aa dil ki pustak main tujhko padhaaun aa dil ki pustak main tujhko padhaaun chaahat ke dastoor tujhko sikhaaun chahat ke dastoor tujhko sikhaaun aaa aaaa aaaa phir aayega na mausam bahaar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka seekha nahin sabak toone pyaar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka saari umar tune yun hi guzaari saari umar tune yun hi guzaari duniya mein aakar raha tu anaadi duniya mein aakar raha tu anaadi aaa aaaa aaaa ab lele mazaa jeet haar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka seekha nahin sabak toone pyaar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka ek ek do hain na ek ek gyarah ek ek do hain na ek ek gyarah ulfat mein hai ek rasta humaara ulfat mein hai ek rasta humaara aaa aaaa aaaa ye khel hai to bas aitbaar ka
tum pyaar se dekho hum pyaar se dekhen tum pyaar se dekho hum pyaar se dekhen jeevan ke andhere mein bikhar jaaye ujaala tum pyaar se dekho hum pyaar se dekhen jeevan ke andhere mein bikhar jaaye ujaala hum tum pe jo bhaari the wo din beet gaye hain matvaali dagar pe jo mile meet naye hain khushiyon ki lehar aur chhor daud gayi hai hum pyaar karne waalon ki duniya hi nayi hai hum pyaar karne waalon ki duniya hi nayi hai duniya hi nayi hai tum pyaar se dekho hum pyaar se dekhen jeevan ke andhere mein bikhar jaaye ujaala phir aaj dhadakta hua dil bol raha hai phir se kahin udd jaane ko par khol raha hai nagri javaan armaanon ki ye premnagar hai har dil uchhal raha hai mohabbat ka asar hai har dil uchhal raha hai mohabbat ka asar hai mohabbat ka asar hai tum pyaar se dekho hum pyaar se dekhen jeevan ke andhere mein bikhar jaaye ujaala ye raat hai rangeen ye rangeen nazaare dharti pe utar aaye hain aakash ke taare ye raat hai rangeen ye rangeen nazaare dharti pe utar
oh zindagi ae meri bebasi oh zindagi ae meri bebasi apna koi na tha apna koi nahin is duniya mein haai oh zindagi ae meri bebasi apna koi na tha apna koi nahin is duniya mein haai hum sailaani ghar na gharaana kaam humaara chalte jaana kaam humaara chalte jaana apni kabhi koi manzil na thi apna koi na tha apna koi nahin is duniya mein haai aankh se jo ek boond giri hai har sapne ka mol yahi hai har sapne ka mol yahi hai ae dil ki kari koi kimat na thi apna koi na tha apna koi nahin is duniya mein haai jo ye sapne sach ho jaate to ye sapne kyun kehlaate to ye sapne kyun kehlaate aur iss ghadi neend kyun tootti apna koi na tha apna koi nahin is duniya mein haai oh zindagi ae meri bebasi apna koi na tha apna koi nahin is duniya mein haai oh zindagi ae meri bebasi apna koi na tha apna koi nahin is duniya mein haai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Nadaan Ki Dosti Sapnon Ka Saudagar (1968) 04:27 19909
 
Poster of Sapnon Ka Saudagar (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Hema Malini
Duration : 04:27   Song Number : 19909   

Sapnon Ka Saudagar Sapnon Ka Saudagar (1968) 05:32 12476
 
Poster of Sapnon Ka Saudagar (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Others
Duration : 05:32   Song Number : 12476   

Seekha Nahin Sabak Tune Pyar Ka Sapnon Ka Saudagar (1968) 04:17 39691
 
Poster of Sapnon Ka Saudagar (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 04:17   Song Number : 39691   

Tum Pyaar Se Dekho Sapnon Ka Saudagar (1968) 05:06 36216
 
Poster of Sapnon Ka Saudagar (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda, Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Hema Malini, Tanuja
Duration : 05:06   Song Number : 36216   

Woh Zindagi Ae Meri Bebasi Sapnon Ka Saudagar (1968) 07:10 14147
 
Poster of Sapnon Ka Saudagar (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 07:10   Song Number : 14147