MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSamundar (1957)
HomeSamundar (1957)
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


oooo more sajnaa dhoondun kahan tera nishaan tujhko pukaare mere dil ka jahan aaja kahin se aaja dil ka qaraar le ke baithe hue hain kab se tera intezaar le ke aaja kahin se aaja dil ka qaraar le ke baithe hue hain kab se tera intezaar le ke aaja kahin se aaja ye hawaayen bheegi bheegi yeh haseen haseen nazaare mere saath kar rahe hain tera intezaar pyaare tera intezaar pyaare bas ik jhalak dikha de aankhon mein pyaar le ke baithe hue hain kab se tera intezaar le ke aaja kahin se aaja kehti hain aarzooyen aaja isi bahaane kehti hain aarzooyen aaja isi bahaane dil hi mein reh na jaaye kahin pyaar ke fasaane kahin pyaar ke fasaane mere chaman mein aa jaa phir se bahaar le ke baithe hue hain kab se tera intezaar le ke aaja kahin se aaja lehron zara bata do kab aayegi wo naiyya baitha hua hai jis mein mere pyaar ka khiwaiyya mere pyaar ka khiwaiyya mujh ko gale laga le baahon ka haar le ke baithe hue hain kab se tera intezaar le ke aaja kahin se aaja
chain nahin aaye kahan dil jaaye sajanwa hoooo balamwa hoooo chain nahin aaye kahan dil jaaye sajanwa hoooo balamwa hoooo chain nahin aaye kahan dil jaaye lehren kinaare se bichhad gayin aise lehren kinaare se bichhad gayin aise nazron se door tum ho gaye piya jaise ho gaye piya jaise chain nahin aaye kahan dil jaaye sajanwa hoooo balamwa hoooo chain nahin aaye kahan dil jaaye patjhad aayi chhayi udasi preet kamal murjhaye hoooo ooo patjhad aayi chhayi udasi preet kamal murjhayeeee paas nahin jab tum hi baalam man kaise muskayeeee man kaise muskaye chain nahin aaye kahan dil jaaye sajanwa hoooo balamwa hoooo chain nahin aaye kahan dil jaaye aaun to aaun piya kaise main aaun aaun to aaun piya kaise main aaun tere milan ki raah na paaun raah na paaun chain nahin aaye kahan dil jaaye sajanwa hoooo balamwa hoooo chain nahin aaye kahan dil jaaye
kya saath mera doge tum pyaar ki raahon mein jeena tere kadmon mein marna teri baahon mein kya saath mera doge tum pyaar ki raahon mein jeena tere kadmon mein marna teri baahon mein kya saath mera doge kahdo ki na badloge tum apne irade ko kahdo ki na badloge tum apne irade ko likha hua dil par hai is pyaar ke wade ko aati hai nazar dil ki tasveer nigahon mein jeena tere kadmon mein marna teri baahon mein kya saath mera doge iqraar ye nazuk hai tootega to kya hoga iqraar ye nazuk hai tootega to kya hoga hamse to nahin hoga auron se hua hoga bhoole se bhi ye nagma badlega na ahon mein jeena tere kadmon mein marna teri baahon mein kya saath mera doge tum pyaar ki raahon mein jeena tere kadmon mein marna teri baahon mein kya saath mera doge
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaja Kahin Se Aaja Samundar (1957) 06:35 15661
 
Poster of Samundar (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy
Raag- 
Ramkali
Duration : 06:35   Song Number : 15661   

Chain Nahin Aaye Samundar (1957) 04:05 32979
 
Poster of Samundar (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy
Raag- 
Chaya-Nat
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:05   Song Number : 32979   

Kya Saath Mera Samundar (1957) 03:41 38068
 
Poster of Samundar (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Beena Roy, Prem Nath
Duration : 03:41   Song Number : 38068