MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSamrat Chandragupta (1958)
HomeSamrat Chandragupta (1958)
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bhar bhar aaye ankhiyan hoo moraa chhup chhup roye re jiyaa apne hi haathon aag lagaai haaye maine ye kya kiyaa bhar bhar aayen ankhiyan hoo moraa chhup chhup roye re jiyaa apne hi haathon aag lagaai haaye maine ye kya kiyaa bhar bhar aayen ankhiyan soyi hai duniyaa koi nahin jaage main hoon akeli meraa dil nahin laage soyi hai duniyaa koi nahin jaage main hoon akeli meraa dil nahin laage rain daraaye re chain na aaye re haaye maine ye kya kiyaa bhar bhar aayen ankhiyan hoo moraa chhup chhup roye re jiyaa apne hi haathon aag lagaai haaye maine ye kya kiyaa bhar bhar aayen ankhiyan kabhi hai andhera kabhi hai ujaala kismat ka hai khel niraala kabhi hai andhera kabhi hai ujaala kismat ka hai khel niraala phoolon ke badle kaanton ki maala haaye tune ye kya kiyaa bhar bhar aayen ankhiyan hoo moraa chhup chhup roye re jiyaa apne hi haathon aag lagaai haaye maine ye kya kiyaa bhar bhar aayen ankhiyan
chaahe paas ho chaahe door ho mere sapnon ki tum tasveer ho hoooo chaahe paas ho chaahe door ho mere jeevan ki tum taqdeer ho chaahe paas ho chaahe door ho mere sapnon ki tum tasveer ho o pardesi bhool naa jaana humne kiya tujhe dil nazraana o pardesi bhool naa jaana humne kiya tujhe dil nazraana dil ye humara tune naa jaanaa sikhaa hai humne bhi waada nibhaana waada nibhaana chaahe paas ho chaahe door ho mere jeevan ki tum taqdeer ho chaahe paas ho chaahe door ho mere sapnon ki tum tasveer ho jab tak chamke chaand sitaare hum hai tumhaare tum ho humaare jab tak chamke chaand sitaare hum hai tumhaare tum ho humaare saagar ki do lehren pukaare mil ke rahenge dono kinaare donon kinaare chaahe paas ho chaahe door ho mere sapnon ki tum tasveer ho hooo chaahe paas ho chaahe door ho mere jeevan ki tum taqdeer ho chaahe paas ho chaahe door ho mere sapnon ki tum tasveer ho
jaa tose nahin bolun ghunghat nahin kholun kyun chori chori mujhse yun nazren milaaye jaa tose nahin bolun ghunghat nahin kholun kyun chori chori mujhse yun nazren milaaye rutho naa yun albeli humne to ki atkheli kyun gori gori surat ghunghat mein chhupaaye jaa tose nahin bolun tum to sajan mann ke chitchor bade ho munhzor bade ho ji kathor bade ho tum to sajan mann ke chitchor bade ho munhzor bade ho ji kathor bade ho aji teer nazar ke ji jigar paar gaye hain jeet gaye tum aur hum haar gaye hain haar gaye hain ji hum haar gaye hain pakdo naa mori baiyaan saiyaan main padun paiyaan kyun chori chori mujhse yun nazren milaaye rutho naa yun albeli humne to ki atkheli kyun gori gori surat ghunghat mein chhupaaye jaa tose nahin bolun ruthane ki achchhi ye reet nahin hai pher liya mukhda to preet nahin hai ruthane ki achchhi ye reet nahin hai pher liya mukhda to preet nahin hai aji humse banaao naa piya jhuthi ye baaten jaan gaye hum teri nazron ki ye ghaaten nazron ki
mujhe dekh chaand sharmaaye mujhe dekh chaand sharmaaye ghata tham jaaye main niklun toh kahe haaye zamaana kahe haaye kahe haaye zamaana kahe haaye mujhe dekh chaand sharmaaye mujhe dekh chaand sharmaaye ghata tham jaaye main niklun toh kahe haaye zamaana kahe haaye kahe haaye zamaana kahe haaye duniya mere naaz uthaye jhuk jhuk jaaye mere peechhe peechhe aaye mera dil lubhaane ko koi gaaye koi muskuraaye koi gaaye koi muskuraaye mujhe dekh chaand sharmaaye mujhe dekh chaand sharmaaye ghata tham jaaye main niklun toh kahe haaye zamaana kahe haaye kahe haaye zamaana kahe haaye chhaliyon ki galiyon se ghabraaun ruk ruk jaaun main to chhup chhup jaaun mera meet kahaan hai wo jo aaye aa ke nahin jaaye jo aaye aa ke nahin jaaye mujhe dekh chaand sharmaaye mujhe dekh chaand sharmaaye ghata tham jaaye main niklun toh kahe haaye zamaana kahe haaye kahe haaye zamaana kahe haaye
yeh sama hai mera dil jawaan pyaar bhara hai dekho yeh jahaan main ghata hoon tu hai aasmaan jhoom jhoom ke aayi bahaar yeh sama hai mera dil jawaan pyaar bhara hai dekho yeh jahaan main ghata hoon tu hai aasmaan jhoom jhoom ke aayi bahaar yeh sama hai mera dil jawaan baadal se barse nasha chhaane lagi bekhudi jaane humein kis jagah leke chali zindagi chalte chale hum koi nahin ghum mauj karen hum matwale chalte chale hum koi nahin ghum mauj udaayen hum yeh sama hai mera dil jawaan pyaar bhara hai dekho yeh jahaan main ghata hoon tu hai aasmaan jhoom jhoom ke aayi bahaar paani pe kirnen nahin roop ki yeh aag hai lehron ke sangeet mein chahat ka ek raag hai main bhi yahaan hoon tum bhi yahaan ho jhoom ke ab toh lehra le main bhi yahaan hoon tum bhi yahaan ho jhoomte jayen hum yeh sama hai mera dil jawaan pyaar bhara hai dekho yeh jahaan main ghata hoon tu hai aasmaan jhoom jhoom ke aayi bahaar hmm hmmmm hmmm aa aaaa aa hmm hmmmm hmmm aa aaaa aa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bhar Bhar Aaye Ankhiyan Samrat Chandragupta (1958) 03:19 14131
 
Poster of Samrat Chandragupta (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Kalyan Ji Veer Ji Shah
On Screen Actors- 
Niroopa Roy, Bharat Bhushan
Duration : 03:19   Song Number : 14131   

Chaahe Paas Ho Chaahe Door Ho Samrat Chandragupta (1958) 03:25 12049
 
Poster of Samrat Chandragupta (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Kalyan Ji Veer Ji Shah
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Niroopa Roy
Duration : 03:25   Song Number : 12049   

Jaa Tose Nahin Bolun Samrat Chandragupta (1958) 03:08 14132
 
Poster of Samrat Chandragupta (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Kalyan Ji Veer Ji Shah
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Niroopa Roy
Duration : 03:08   Song Number : 14132   

Mujhe Dekh Chaand Samrat Chandragupta (1958) 03:20 12026
 
Poster of Samrat Chandragupta (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 03:20   Song Number : 12026   

Yeh Sama Hai Mera Samrat Chandragupta (1958) 03:15 37793
 
Poster of Samrat Chandragupta (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Nirupa Roy
Duration : 03:15   Song Number : 37793